19 May 2014

- Dua e Qunoot

“Allahumma inna nastayeenuka wa nastagfiruka wa numinu bika wa natawakkalu alaika wa nusni alaikal khair wa nashkuruka walaa nakfuruka wa nakhlav wa natruku maiyyafzuruka Allahumma iyyakanabudu wa la ka nusalli wa nasjudu wa ilaya nasaa wa nah fidu wa narju rehmataka wa naqshaa azaabaka inna azaabaka bil kuffari mulhiq”.


SAWAAL:  Jis shaks ko Dua-e-qunoot yaad na ho woh  kya padhe ?
JAWAAB:  Jis shaks ko Dua-e-qunoot yaad na ho woh yeh dua padhe, “Allahumma rabbana aatina fiddunya hasanaton wafil aaqirati hasanaton waqina azaabannar”.

SAWAAL:  Agar dua-e-qunoot na padhe toh kya hukm hai ?
JAWAAB:  Agar dua-e-qunoot kasdan(jaan boojh) kar na padhe toh namaaze witr phir se padhe aur agar bhool kar na padhe toh aaqir me sajdaye sahu kare.

SAWAAL:  Agar dua-e-qunoot padhna bhool jaaye aur ruku me yaad aaye toh kya kare ?
JAWAAB:  Agar dua-e-qunoot padhna bhool jaaye aur ruku me yaad aaye toh na qiyam ki taraf loute aur na ruku me padhe balki aaqir me sajdaye shau kare.

0 comments:

Post a Comment