Bas
issi baat se ghar mein meri rahmat hogi
Ik
tera naam waseela he mera
Ranj
o gham me bhi isi naam se rahat hogi
Ye
suna he ka bahot ghor andheri hogi
Qabr
ka khawf na rakna e dil
Waha
Sarkar e Do Alam ki ziyarat hogi
Hashr
ka din bhi ajab dekne vala hoga
Zulf
lehra ke wo jab ayenge
Phir
qiyamat mein bhi ik aur qiyamat hogi
Unko
Mukhtar banaya hey mere Mola ne
Khuld
mein bas wahi ja sakta hein
Jisko
Hasnain ke Baba ki ijazat hogi
Mera
daman to gunaho sey bhara he Altaf
Ik
sahara he ke mein unka hu
Issi
nisbat se sar-e-Hashr shafayat hogi
Ik tera naam waseela he mera
Ranj o gham me bhi isi naam se rahat hogi
Ik tera naam waseela he mera
Ranj o gham me bhi isi naam se rahat hogi
0 comments:
Post a Comment