E habib e kird e gaar
apna bana
Ho gaya wo dil figaar
apna bana
Jaan o dil tareeq hein
asiyaan kaseer
E kareem o gham gusaar
apna bana
Qurb ki lazzat se kyuun
mahroom hein
Jaan o dil hein ashqbaar
apna bana
Katt gaye din zindagi ke
(unknown word?) mein
Ruuh ki sunle pukaar
apna bana
Ghayr ke kabze se dil
azaad kar
E dil o ke tajdaar apna
bana
Apna chahat justjuu aur
aarzu
E bahar e husne-yaar apna
bana*
(*original line: ye
inayat ki jiye sarkar apna bana)
Mohtakif huu shaha ki
dehleez par
Jaan o dil tuj par
nisaar apna bana*
(*original line: qasim e
kawsar shah-e-abraar apna bana)
Kuch nahin Siddiqui
nisbat ke bagher
Bas yehi darul karaar apna
bana
0 comments:
Post a Comment