Ho karam sarkar ab to ho gaye gham beshumaar
Jaan-o-dil
tum par fida e, do jahan ke tajdaar
Mein
akela aur masa’il zindagi ke beshumar,
Aap
hi kuch kijiye na, aie Shahe-aali-waqar
Yaad aata he tawaaf e Khaana Kaaba mujhe,
Yaad aata he tawaaf e Khaana Kaaba mujhe,
Aur
lipatna Multazam se walihana baar baar
Jaraha
he kaafila Taiba nagar rota huwa,
Mein
raha jata hoon tanha e Habib-e-kird e gaar
Jald
phir tum lo bula, aur Sabz Gumbad do dikha,
Hazari
ki arzoo ne kar diya phir beqarar
Choom
kar Khaaqe Madina, jhoomta phirta tha mein,
Yaad
aate hain Madine ke mujhe lailonahar
Ghumbade
Khazra ke jalwe aur woh iftaria,
Yaad
aati he bohot Ramzan e Taiba ki bahar
Ya
Rasulallah, sun lijiye meri faryaad go,
Kon
he jo be sune Tere siwa meri pukaar
Haal
par mere karam ki ik nazar farmayi e,
Dil
mera ghamgeen mile he ghamzadon ke ghamgusar he
Kafile
waalo suno, yaad aaye to mera salaam,
Arz
karna rote rote ho sakeh to baar baar
Ghamzada
yun na hua hota Ubaid-e-Qadri,
Is
baras bhi dekhta har Sabz Gumbad ki bahar
0 comments:
Post a Comment