Is kii
dawlat hai faqat naqsh-e-kaf-e-paa tera
Loge
kehte hain ke saaya tere pekar kaa na thaa
Mein
to kehta hoon jahaan bhar pe hai saaya tera
Aik
baar aur bhii Taiba se filasteen mein aa
Raasta
dekhti hai Masjid-e-Aqsaa tera
Ab bhi
zulmaar faroshon ko gila hai tujse
Raat
baaqi thi ke suuraj nikal aaya tera
Mashriq-o-maghrib
mein bikhre huwe gulzaaron ko
Nik-haten
baant-taa hai aaj bhi sehra tera
Porey
qad se jo kharaa hoon to ye tera hai karam
Mujh
ko jhukne naheen deta hai sahara tera
0 comments:
Post a Comment