Teri
jaaliyon ke niche teri rehmaton ke saaye
Jise dekhne ho Jannat, wo Madinah dekh aaye
Lo chala huun mein lahad mein mere Mustafa se kehdo
Ke hawa teri gali ki mujhe chorrne to aaye
Rawze ke saamne mein ye duaa'en maangtha tha
Meri jaan nikal to jaaye ye samaan badal na jaaye
Taiba ko jaane wale tujhe deti huun duaa'en
Dar-e-Mustafa pe ja kar to jahaan ko bhul jaaye
Kaisi wahan ki raatein kaisi wahan ki baatein
Unhe poch' Nabi ka jo Madinah dekh aye
Na ye baat shaan se hai naa ye baat maal-o-zar ki
Wahi jaata hai Madine Aaqa jisse bulaye
Aur wahi ghaam ghusaar mera wo Zahoori yaar mera
Meri qabar par jo aa ke Naat Nabi sunaye

0 comments:
Post a Comment